Bangalore Mein Sabse Zyada Kya Famous Hai

Bangalore Mein Sabse Zyada Kya Famous Hai Janiye?


Bangalore Mein Sabse Zyada Kya Famous Hai




Is blog ke madhyam se hum aapko batayenge ki bangalore mein sabse zyada kya prasiddh hai.



Bangalore mein dekhne ke liye bahut saari jagahen hain. Lekin unmein kuch aisi jagahen hain jo Bangalore mein bahut famous hain.




Historical aur fun places ghumne ke liye kuch khas jagahen hain, aur dekhne ke liye bahut si aur jagahen bhi hain.




Niche aapko saari jankari di jayegi.




Bangalore Mein Ghoomne Ke Liye Bangalore Mein Sabse Zyada Kya Famous Hai?




Bangalore ghumne ke liye aapko kuch khaas baaton ka dhyan rakhna hoga.




Pehle se aapka bangalore mein koi dost ya parivaar ka sadasya hona bahut zaroori hai.




Kyunki agar aap Bangalore mein tours aur travels ke saath ghoomne jaate hain, toh aapka paisa bahut kharch ho sakta hai.




Chalo, hum aapko Bangalore mein ghoomne ke liye kuch aasaan tarike batate hain.


Agar aap sach mein banglore ghoomna chahte ho toh aap Karnataka Tourist pe aap join ho sakte hai.


Bangalore ki bahut saari prasiddh itihasik jagahon ke baare mein hum aapko batayenge.




Nandi Hills Kya Hai? Aur Bangalore Mein Sabse Zyada Kya Famous Hai?


Bangalore Mein Sabse Zyada Kya Famous Hai



Nandi Hills Bangalore mein itna famous kyun hai? Kuch log kehte hain ki Nandi Hills ek couples' point hai.





Yes, that's completely wrong. Nandi Hills is a very cool and pleasant place.





Jahape ke parivaar ke sadasya aur doston ko kuch waqt bitaane ka mauka milta hai.






Nandi Hills ek historical jagah hai, jahan Tipu Sultan ne India ka sabse bada yuddh ladiya tha. Isse humein yeh pata chalta hai ki Nandi Hills ek mahatvapurn itihasik sthal hai.






Nandi Hills se thoda aage Jane ke badh ek gav aata hai uska naam chikkaballapura waha pe Aadi Yogi Temple hai.




Nandi Hills se thoda aage jaane ke baad ek gaon aata hai, jiska naam Chikkaballapura hai. Wahan Aadi Yogi Temple hai.




Aadi Yogi temple bohot sundar hai. Agar aap is temple ka raat mein darshan karte hain, to yeh bahut khubsurat lagta hai.




Chikkaballapura Nandi Hills se 30 km door hai.




Agar aap bus se safar kar rahe hain, toh Nandi Hills ke liye ek seedhi bus hai. Yeh bus shaam ko 4:30 baje Nandi Hills se nikalti hai.



Bangalore Mein Water Games Khelne Ke Liye Sabse Zyada Kya Famous Hai?


Bangalore Mein Sabse Zyada Kya Famous Hai



Hum aapko batayenge kaunsa water game aapke liye acha hoga.




vyaakhya: bachchon aur vayaskon donon dvaara khele jaane vaale khelon ke antargat paanee.



haan, banglore mein kaee Jagah games hain, 



lekin logon ke beech sabase lokapriy wonderla hai.



Wonderla water games ke liye bahut zyada mashhoor hai.



Wonderla mein dashing cars, chain boats, aur anya games hain, jinhe aap apne parivaar ke saath enjoy kar sakte hain.




Aapne saman rakhne ke liye waha pe key lockers bhi mil jaayenge uska price aake sirf ek locker ka 150 rupes ya 100 rupes tak hai.

 


Agar aap kahi bahar se aaye ho toh apke liye waha pe rooms mil jayegi sirf 2000 mein.

 



Aur ha wonderla mein dress apko lena hoga kyun ki jo aap pehne ke jate ho vo waha pe allow nahi kare ge.

 



Aap ko swimming dress lena hoga jiska daam aake 250rs se lekar 750 tak aapko mil jaayega.

 



Aye thi kuch wonderla ki jankari.

 



Bangalore Mein Sabse Zyada Kya Kya Famous Hai Aur Konse Jagah Tourism Hai?



Bangalore mein tourism ke liye jagah toh bahuth hai, Per aapko hum batayenge konsi jagah Jana hoga aap aur aapke family ke liye.



Basavanabetta 


Agar ap apne ghar se subha 5 baje nikalte ho toh basavanabetta ko jane k liye banglore se 2ghante lag sakta hai.


Basavanabetta ko jane ke liye bus nei rehte aap apne own vehicles lekar Jana hoga.

 



Basavanabetta Kya Hai Janiye?



Basavanabetta ek forest area hai, jagah bahut sunder aur shanti hai.





Ye jo basavanabetta yaha pe agar ap family k sath jate ho toh bahuth achi si jagah hai, jahape ap darshan bhi karoge aur waha pe jo area hai oh jangal ellaka hai.




Photo shoot ke liye bahut sunder aur best Jagah hogi aapke liye.





Aur waha pe khane ke liye  chicken biryani bahut achi milti hai.





Darshan kar ke aap biryani kha sakte aur aap wahape murghi lekar biryani bhi bana sakte hai.




Basavanabetta mein bahuth suvi dhye hai aap wahape jane ke baad pata chalega.




Agar aap falls dekhna chahte ho toh basavanabetta se sirf 10km mein ek acha sa water fall hai.




Jisa ka naam mayke datoo hai, wahape aap janeke badh aap falls dekhna ho toh, Toh kya karna hoga.




Jaise aap mayke datoo pounch jate ho tab apni car ya bike parking karke, Aapko sidh boating ke pass chale jana hai.




Boating pe person 50rs lete hai, aapko nadhi par karwa dete hai.




Aur waha se aapko ek van milegi wahape b kuch paise lete hai, phir sidha apko falls ke pass leke jate hai.



More Read

Bangalore Mein Sasta Kya Milta Hai Janiye

Top Restaurants In HSR layout

Konsa Gym HSR Layout Mein Acha Hai

No comments:

Post a Comment